Jab maine jindagi se door jana chaha jingadi ne mujhe tumse mila diya kaha yuhi jiski talash hai tujhe rab ne tujhe tere pyar se mila diya sambhal ke rakhna bahot anmol hai ye khuda ne khajane ka sab se kimmati heera tujhe diya matt karna russva iss amaanat ko us rabb ne tujhe vapas jine ka moukadiya jhoom kar, hans kar gale laga le is aayat ko upar wale ne apna hi ek hissa tujhe diya
Mohabbat me teri aaj khud ko bhulane ko ji chahta hai Tujhe dunia se bacha ke dil me chhupane ko ji chahta hai Dhadkano me to basa liya hai tujh komaine Ab to tujhe apni saanso me samane ko ji chahta hai
Phool Sukh Jate Hai Ek Vakt Ke Baad Insaan Bhi Badal Jate Hai Ek Vakt Ke Baad Dosti Bhi Toot Jati Hai Ek Vakt Ke Baad Lekin Vo Vakt Aayega Meri Maut Ke Baad