Aaj Dard ko lafzon mein Bayan karne wale, Is Duniya me Mahaan ban Gaye, Jara Unhe jakar Dekho, Jo Apne Dard Ko Bhulakar, Dusro ke liye Muskaan ban gaye
nikalte hain jab tumhare aansu dil karta hai saari duniya jalla du phir sochti hu ,honge tumhare bi apne kahi tumhe phirse rula na du………. M I K U
《…WaFa aiSha…》 Us Ne Kaha TumMe Pehli C Baat Nhi...Me NeKaha K Zindagi Me Ab Tera Saath Nhi...Us Ne Kaha K Ab B Kisi Ki Aankhon Me Doob Jate Ho...Me Ne Kaha K Ab Kisi Ki Aankhon Me Wo Baat Nhi...Us NeKaha Kyun TooT Kr Chaha Muje...Me Ne Kaha Insan Hon Pathar Zaat Tu Nhi...Us Ne Kaha Me Be Wafa Hon...MeNe Kaha Wafa Ki Ab Muje Talaash Nhi...Us Ne Kaha Bhool Ja Muj Ko...Me Ne Kaha Tum Haqeeqat Ho Khwab Nhi
ALINA LAHOR WALE SUB BEWAFA HAI KAISE MEIN WAFA NAE
NA AP MEIN WAFA THE BEWAFA JI AJJ KAISE OWNSKIN PE WAPAS AAH GAE HO AAP HAI ٠OUR SUNAE KAISI HO AAP AND GAR MEIN SUB KAISE HAI APKA S0NU M0NU KAISA HAI MJHE ABHE BE YAD KARTA HOGA NA TANHA SAHIL
Bandh lain hathoon pay seenay pay saja lain tum ko, Sochtay hain k aik taveez bana lain tum ko, Phir tumhain roz sanwarain tumhainbarhta daikhain, Kion na aangun main chunbaili sa laga lain tum ko, Kis qadar toot ker tum per hamain pyaar aata hay, Bhur lain banhoon main aur maar hi dalain tum ko..!
Ho raat akeli pichlay paiher or Chand gagan main aa jaye, Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye. Kuch khuwab saja kr palkoun pay Tum chand say batein kr laina, Hum yaad tumhay to kartay hain tumYaad humain bhi ker laina. Kuch bat na ho jb aisay he num ankh Tumhari ho jaye, Tum bat kahi per karty ho, dil or Kahi per kho jaye. Jazbat k aisay alam main Muskan laboun par bhar laina, Hum yaad tumhe to krtay hain, Tum yaad humain bhi kr lena..
Laakh miltay hain hum bahanay say Pyar chupta nahi chupanay say Ummar guzari hay dar-badar apni Hum hillay thay zara thikanay say Aik jadu sa kar gaye mujh par Kuch makaan thay puranay say Baat karta raha main us say magar Baat banti nahi bana'nay say Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho Tum nikalo humain fasanay say Meri chahat main bhi woh baat na thi Woh bhi rukhsat hua bahanay say Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay Teer palta agar nishanay say...!!!
Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Zindaan Ke Baad Raas Na Ayega GharMuhjey Umeed-e-Zindagi Nahee Aye Charah-Gar Mujhey Shaam Hogayee Tou Phir Na Hogi Sehar Mujhey Mein Ek Mataa-e-Eshq Houn, Khhoya Agar Mujhey Shayed Na Pa Sakoge Kaheen Umar Bhar Mujhey Kiya Jeetay Ji Umeed-e-Rahayee SeWasta Dhoka Na Dein Qafas Mein Merey Baal-o-Par Mujhey Dou Jan-ba-Lab Mareez Hein, Ek Marg-e-Muntazir Mein Uss Ko Dekhhta Houn Charagh-e-Sehar Mujhey Tang Aake Chordta Houn Dunya Ko Aap He Duyna Ghareeb Chord Ke Jaa
Fizaoo main rang bharta hai tumharachand sa chehra... Mujhe bechain karta hai tumhara chand sa chehra... Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela... Meri khatir sanwerta hai tumhara chand sa chehra... Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain... Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chand sa chehra... Koi chehra meri aankhoun ko khera nahin ker sakta... Mujhe madhosh karta hai tumhara chand sa chehra... Meri basti se shayad iss liyay tum door rehte ho... Gehan lagne se darta hai t
Yahan chahton ka sila nahi, yahan dosti ka maza nahi, yahan janay kesi hawa chali, Rahi dostoon main wafa nahi, yahan jal gaya mera aashiana, Abhi badlon ko pata nahi, Teray dar pe dastak de sakon, ye haq to tum ne dia nahi, Main raahi hon raah-e-umeed ka, Mujhay manzilon ka pata nahi, Be bas hon jahan main isqader, jaisay mera koi "KHUDA" nahi, MERI SAADGI MERA JURM HAi, KOI AUR MERI KHATA NAHI.

Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum, Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum, Na koi rishta hay tum se na koi talluk, phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum, Me jo bhi likhta hon bat zara qarenese, Mera geet meri shaira mera deewanban jate ho tum, Dil se jo nikalti hai, labon pe aa k dum tor deti hay, Woh tamanna, wo hasrat wo arman ban jate ho tum. Main lakh karon koshish tum se tark-e-tlluq ki, Phir bhari mehfil main meri pehchanban jate ho tum.

Koi titli hamarey paas aati bhi, to kia aati, Yun ghut-ghut k mar jana, hamain manzoor tha laikin, Kisi kam-zarf per zahir na ki majbooriyan hum nay, Hum is mehmil main bus ek baar sach bolay thay, Zabaan per umer bhar mehsoos ki chingariyon ham nay, Samajhtay thay magar phir bhi na rakhi dooriyan humne, Chiraghoon ko jalanay main jala ' li ungliyan hum nay...